March 17, 2007

Mangal Mangal

singer : Kailash Kher

Tann tann.....
Sabne suna re,
Danka bole dhum dhum,
Jago jago ab tum,
Neend me ho kyu tum, oooooo...
Jago re jago, jagooooo reeee
Jagi jagi hai dharti sari,
Jaga jaga hai ambar,
Jagi jagi hai nadiya sari,
Jaga jaga hai sagar, jagooooo....
((Mangal mangal)*3 hooo)*2
Jage nagar sare,
Jage hai ghar sare,
Jaga hai ab har gaon,
Jagi hai bagiya to,
Jage hai ped aur,
Jagi hai pedon ki chaaw,
(Mangal mangal)*3 hooo
Bhor aawe jo ganga nahane,
Raat har ghaat se haat jaay,
Surya kirno ki talwar taane,
Ghor andhiyara sab kat jaay,
Koi tat pe hi dhuni ramaye,
Koi darshan ko zatpat jaay,
Jo bhi aawe,
Man ki paawe,
Paap sab janmo ka dhul jaay,
Lala munshi pujari sipahiya,
Halka bhari har ek tul jaay,
Jogi leke phire ek tara,
Aur bas apne man ki gaay,
Khule sabhi ke bhaag ka dwara,
Sabhi kushal mangal hui jaay,
((Mangal mangal)*3 hooo)*4

No comments: