March 17, 2007

Yahan Zindagi

singers : Shaan, Sagarika
film : page 3

yahan zindagi... ek alag zindagi hai
yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai

yahan zindagi... ek alag zindagi hai
yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai

iraade yahan par samandar se gehere...
iraade yahan par samandar se gehere...
naa koi fikar... na kahin koi pehre

yahan zindagi... ek alag zindagi hai
yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai

iraade yahan par samandar se gehere...
iraade yahan par samandar se gehere...
naa koi fikar... na kahin koi pehre

yahan zindagi... ek alag zindagi hai.... [ek alag zindagi hai]
yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai



yahan har jagah mauj hai... mastiyaan hai... [mastiyaan....]
yahan par zamaane ki sab hastiyaan hai...

yahan har jagah mauj hai... mastiyaan hai...
yahan par zamaane ki sab hastiyaan hai...

yahan dil naye roop mein hai machalte...
yahan dil naye roop mein hai machalte...
yahan chaand suraj naa ek pal ko dhalte...

yahan zindagi... ek alag zindagi hai
yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai



yahan sab ke jalwon ke rangeeniyaan hai...
yahan sab ke andaaz mein khoobiyaan hai...

yahan sab ke jalwon ke rangeeniyaan hai...
yahan sab ke andaaz mein khoobiyaan hai...
yahan log bas aaj ki baat karte...

yahan log bas aaj ki baat karte...
nahi murde peeche bas par aage ko chalte...

yahan zindagi... ek alag zindagi hai
yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai

yahan zindagi... [yahan zindagi] ek alag zindagi hai...[alag zindagi hai]
yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai

iraade yahan par samandar se gehere...
iraade yahan par samandar se gehere...
naa koi fikar... na kahin koi pehre

yahan zindagi... ek alag zindagi hai
yahan khwaishe.... aasmaan se badi hai

No comments: